Latest Version (Download)

Table of Contents


Information

Packagefarmstock.agriculture.plants.kisan.krishi
Version1.9.1
Date Updated2021-02-16
Size16.3 MB
Installs4.2K+
CategoriesApplications, Lifestyle

Screenshots


Description

kisano ki aay badhane ke liye ek prayas 🙏 Daily agriculture tips, krishi salah aur kisan chat center! crop advisory, plants protection, weather forecast, agri events! sabhi kisan bhai is app ko jaroor install karein aur bharat mein kheti ko badhayein! Top features in the app 1. krishi sujhao (agriculture tips) Get daily tips from expert farmers about crops of your interest apni fasal ke liye kisano se daily tips 2. kisan TV Agriculture videos on modern farming techniques, success stories, govt. policies kheti taknik, safal kisan ki kahani, sarkari neetiyan- in sab topics par videos 3. sawal jawab kisan apni fasalon se sambandhit koi bhi sawal app par puch sakte hain. krishi visheshgya uska jawab denge 4. mausam purvanuman 7 dino ka mausam purvanuman aur uske according apni kheti activities plan kariye 5. krishi aayojan apne aas pas hone wale agriculture events (krishi aayojan) mein bhag lene ke liye jaankaari Krishify app par kuch important posts Javik kheti kaise karein aur uske fayade Dhan ki fasal mein bhure dhhabbe se bachav Arhar ki buvai kis samay hoti hai aur beej ki matra Khira ki fasal ka fal makkhi se bachav Kharbuj ki fasal ka laal keede se bachao Urad ki fasal buvai ka sahi samay aur beej ki matra Chukandar ki fasal mein leaves par sundi se bachao Desi gir cow ke dairy kisan ki success story Katahal ki fasal ke leaves par dhabbe se bachao Soyabean ki fasal buvai ka samay aur beej ki matra Lauki ki fasal mein leaves par white dhabbe Arhar ki fasal ka jhulsa rog se bachao Bhindi ki buvai se pahle khet ki taiyari Mulching kya hai Sri vidhi se dhan ki nursery planning Sri vidhi se dhan ki kheti Chane ki fasal ka deemak se bachao Mulching ke labh Dhan ki unnat kismein Kaddu ki kheti ke liye sahi samay aur beej ki matra Palak ka fasal mein patton par dhabbe Organic khad (fertlizer) ke labh Organic khad kya hai aur iske labh Palak ki fasal mein chepa rog Khira ki fasal mein leaves par white dhabbe Pyaz ki fasal ka nematode se bachao Pyaz ki fasal Cauli flower ki fasal mein leaf spot se bachav Onion crop ke buvai ka samay aur seed ki matra Mungfali ke tikka rog ki pehchan Phool gobhi ki fasal ki ropai Mungfali ka beejaropan Baigan ki kheti mein tana aur chhedak se bachav Kapas ki kheti mein sinchai kab karni chahiye Ganna ki fasal ko pyrilla se kaise bachayein Gajar ki buvai ke samay khet ki taiyari Dhan ki ropai ke samay kaun se khad use karni hai Kapas ki fasal ka tela se bachao Gajar ki fasal mein leaves par dhabbe se bachao Gajar ki buvai ka sahi samay aur seeds ki matra Bhindi ka pramukh rog yellow mosaic ka niyantra kisan chat center - sawal jawab - krishi vaigyaniko aur expers se kheti sambandhi koi bhi sawal puch sakte hain - baaki kisano se aur agriculture experts se apne sawalon ke jawab payein - kheti ki sabhi pareshani ke liye 1 app Krishify app mein krishi vigyan kendra ke scientists, krishi salahkar aur pure desh ke safal kisan shamil hain. is app se aap, weather forecast, mandi rates, nai krishi vidhi, kheti ke nuskhe, kisan news aur crops ki jaankaari jaise ki dhan, gehu, baigan, tamatar, seetafal, kathal, mungfali, aadi sabhi prakar ke fasalon ki jaankaari uplabdh hai. jaivik kheti (organic farming), natural farming jaise ki SRI vidhi, zero tillage vidhi, nai agriculture techniques jaise ki polyhouse, hydroponic, multilayer farming, drip irrigation etc ke prayog par vishesh cotent.

What's New

Latest Version (Download)

Krishify: crops ki kheti, krishi salah, kisan seva 1.9.1

Date Updated : 2021-02-16


qr-code